Char baatein kaya karna sikh gaye
muhabbat ke data ban gaye hain ye//
Arre muhabbat karni hai to kar
apane dharm se apane imaan se//
Kar apani jamin se, kar pure aasman
se, kyun simat gayi hai teri muhabbat ek najnin ke pallu mein//
Dam ghutata hai teri meri muhhabat
ki dastaan sun sun ke//
Hum wo nahi jo muhabbat ki dariyaa
mein aansoon baha aaye//
Kuchh esha kar ki iss dariyaa
mein chand khusiyaan aa jaye//
|